Comments

General Awareness Set-4

271. Duniya ka sabse lamba naam kya hai?
Answer: Taumatawhakatangihangakoa : Ye Taumata pahadiyon ka naam hai jo ki 305 meter uchi hai. Ye pahadi Porangahau, New Zealand me sthit hai
272. Aise Shabd jo ulte ya sidhe dono taraf padne se ek hi arth nikalte hai kya kahlate hai?
Answer: Palindrome : Palindromw vo shabd hote hi jo dono taraf se pade ja sakte hai unki spelling me koi fark nahi padta Ex:- Radar
273. Blue whale ke dil ka weight kitna hota hai?
Answer: 600 Kilogram : Whale ka wajan 170 Ton hota hai


274. Gineej Book of World Record ki pustak kya hai?
Answer: Yah ek aisi pustak jo sabse jyada bikti hai iss me saal ke sabhi kirtimano ko darj kiya jata hai
275. Duniya me sabse jyada aasmani bijlee kahan par girti hai?
Answer: Africa ke Kago me : Iss jagah par saal bhar baadal chhaye rahte hai
276. Plane ki awaaz hame plane ke chale jane ke baad kyo sunai deti hai?
Answer: Kyonki Prakash ki gati Awaaz ki gati se jyada tej hoti hai
277. Traffic Signal ki shuruwat sabse pahle kisne ki thi?
Answer: Railway ne
278. Bharat me TV par sabse pahle samachar kisne pade the?
Answer: Partimapuri Ne
279. Pen Drive ka Avishkaar kisne kiya tha?
Answer: April 1999 me M-System ne
280. Rocket hamesha Pashchim se Purv ki aur hi kyo chhoda jata hai?
Answer: Kyonki dharti Pashchim se Purv ki aur ghoomti hai iss liye jab Rocket ko jab purv ki aur chhoda jata hai to uska veg dharti ke veg se jud jata hai iss se urja ki bachat hoti hai aur Rocket dharti ke gurutwakarshan ko bhi aasani se paar kar leta hai
281. Manushya ne Gahne (Jewar) pahan ne kab shuru kiye?
Answer: Lagbhag 75,000 saal pahle : Uss samay gahne lakdi, haathi daant aadi ke bane hote the. 7000 saal pahle manushay ne Sone Chandi ki khoj kar lit hi aur uss se gahne banana bhi aarambh kar diya tha
282. Angrej apne naam ke aage Lord kyo lagate hai?
Answer: Lord ek Samnti Yug ka shabd hai jiska arth Swami, Prabhu ya Maalik hota hai. England me ye ek samman ka shabd hai iss liye Angrej apne naam kea age iss shabd ka istemaal karte hai
283. Manushya ne naam rakhna kab shuru kiya?
Answer: Iss ke koi saakshay nahi milte : Parantu sambhwat hi bhasha ke vikaas ke saath hi naam rakhne ka chalan aarambh ho gaya tha
284. Bharat ka naam India kaise pada?
Answer: Prachin kaal me Bharat ko sindu nadi ke paas ke ilaake ke roop me pahchante the aur ve sindhu ko Indus naam se bolte issi shabd se India naam astitv me aaya
285. Duniya ka sabse bada Railway Station kon sa hai?
Answer: Grand Central Terminal (Newyark) : Issme 44 Platefarm aur 67 Track hai
Samanya GK Question :
286. Nal sarovar Bird Sanctuary kahan par sthit hai?
Answer: Gujarat
287. United Nations Flag ka rang kya hai?
Answer: Neela
288. UN University for Peace kahan par sthit hai?
Answer: Costarica
289. Kon sa desh “Land of Thousand Lakes” ke naam se jana jata hai?
Answer: Finland
290. Rouble kis desh ki mudra (currency) hai?
Answer: Russia
291. United Nation ki kon si agency bachho ke liye kaam karti hai?
Answer: UNICEF
292. Indian Militari Academy kahan par sthit hai?
Answer: Dehradun
293. Chemistry ka janak kise kaha jata hai?
Answer: Jabir Ibn Hayyan
294. Carbon Di Oxide ki khoj kisne ki thi?
Answer: Joseph Black
295. battery ki khoj kisne kit hi?
Answer: Alexandro Volta
296. Konark ka Mandir kisne banwaya tha?
Answer: Narsimha I
297. Vishv ka sabse Gareeb desh kon sa hai?
Answer: Bhutan
298. WTO ka Mukhayala kahan sthit hai?
Answer: Jenewa me (Switzerland)
299. Geeta Rahasya ke rachyita kon hai?
Answer: BG Tilak
300. Sodium Metal ko kis ke anadar rakha jata hai?
Answer: Kerosene

0 comments:

Post a Comment