Comments

General Awareness Set-3

181. Book “Mother” kis lekhak dwara likhi gayi hai?
Answer: Maxim Gorky
182. Bijapur me sthit Gol Gumbaj ka nirman kisne kiya tha?
Answer: Muhammad Adil Khan
183. Electrons ki khoj kisne ki thi?
Answer: J.J. Thomson
184. Radium ki khoj kisne ki thi?
Answer: Robert Piyre aur Madam Curry ne
185. Pahli Bhartiya jisne Vishv Sundari ka khitaab apne naam kiya?
Answer: Reita Faria
186. Pahla British Viceroy kon tha?
Answer: Lord Canning
187. Subhash Chandra Bose ko kisne sabse pahle “Netaji” kah kar sambodhit kiya tha?
Answer: Adolf Hitler
188. ISRO ka 100th Mission kon sa tha?
Answer: PSLV-21
189. Bhopal Gas kand kab ghatit hua tha?
Answer: 2 aur 3 December 1984 ki Aadhi Raat ko
190. Bhopal Gas Kand me kon si Gas logo ki maut ka kaaran bani thi?
Answer: Methyl Isocyanate
191. Meri Com ka sambandh kis khel se hai?
Answer: Boxing
192. Bharta me sthapit sabse pahla bank kon sat ha?
Answer: Bank of Hindustan
193. Sabse pahle kon se janwar ko antriksh me bheja gaya tha aur uska kya naam tha?
Answer: Laika (Dog) jo ki Sputnik-II me bheja gaya tha
194. Kis bharatiya jail ko National Heritage Site ghoshit kiya gaya hai?
Answer: Andaman Jail
195. EPZ ki full form kya hai?
Answer: Export Processing Zone
196. Bahmani Samrajya ka antim samrat kon tha?
Answer: Kalim Ullah Shah
197. Asia Pacific Economic Corporation ki sthapna kab ki gayi?
Answer: 1989
198. Ozon Diwas kis din manaya jata hai?
Answer: 16 September
199. Sabse pahla atyadhik prayog kiya jane wala Web Browser kon sa tha?
Answer: Mosaic (Jo ki 1993 me release kiya gaya tha)
200. Jeevan Beema ko rashtriya kab kiya gaya?
Answer: 1956
201. NATO ki kul sankhya kitni hai?
Answer: 28
202. Maharashtra ke Pashchimi Ghat kis naam se jaane jate hai?
Answer: Sahyadris
203. Tajmahal kisne banaya tha (Architect of Tajmahal)?
Answer: Ustad Isa
204. STD ki full form kya hai?
Answer: Subscriber Trunk Dialing
205. Yuva divas kis din manaya jata hai?
Answer: 12 January
206. Rajasthan ke kis jile me “Air Cargo Complex” sthit hai?
Answer: Jaipur
207. Bharat ka sabse pahla Aadhar Vallage kon sa hai?
Answer: Tembhli
208. Book “Midnight’s Childern” ke lekhak kon hai?
Answer: Salman Rushdie
209. PHP kiske dwara devlop ki gayi hai?
Answer: Ramus Lerdorf
210. Dunya me Coffee ka sabse jyada utpadan karne wala desh kon sa hai?
Answer: Brazil
211. GAAR ki full form kya hai?
Answer: General Anti Avoidance Rules   
212. Prasidh Book “We the People” ke lekhak kon hai?
Answer: Nani Palkhivala
213. Kis varsh Kiran Bedi ko unki Govt. Service ke liye Maghsaysay Award diya gaya?
Answer: 1994
214. Arunachal Pradesh ki Rajdhani ka kya naam hai?
Answer: Itanagar
215. Duniya me sabse jyada boli jane wali bhasha kon si hai?
Answer: Mandarin
216. Jammu kis nadi ke kinare par sthit hai?
Answer: Tawi
217. ICAO ki full form kya hai?
Answer: International Civil Aviation Organization
218. Novel “Chinaman” kis ke dwara likha gaya hai?
Answer: Shehan Karuatilaka
219. Bharat ka sabse bada Gallantry Award kon sa hai?
Answer: Param Vir Chakra
220. Logarithm Table ki khoj kisne ki thi?
Answer: John Napler
221. HTTP ki full form kya hai?
Answer: Hyper Text Transmission Protocol
222. Podhon ki study ko kya kaha jata hai?
Answer: Dendrology
223. Shahnama kis ke dwara likha gaya?
Answer: Firdawsi
224. Blue Whale kitni aawaz paida karti hai?
Answer:  188 decibels
225. Kon sa mineral Plaster of plaster of Paris banana ke liye prayog kiya jata hai?
Answer: Gypsum
226. Carbon ki thos roop ko kis naam se jana jata hai?
Answer: Dry Ice
227. Thomas Cup kis khel se sambhandhit hai?
Answer: Badminton
228. Sabse pahle electric toothbrush ka kya naam tha?
Answer: Broxodent
229. Rawanda ki Rajdhani ka kya naam hai?
Answer: Kigali
230. B.C. Roy Award kis shetra me diya jata hai?
Answer: Medicine
231. International  Atomic Energy Agency ka mukhyalaya kahan par sthit hai?
Answer: Vienna (Australia)
232. Malti Madhava aur Mahavircharita ke rachayita kon hai?
Answer: Banabhatta
233. Baku kis desh ki rajdhani hai?
Answer: Azerbaijan
234. Bharat ke kon se rajya me Scheduled Tribe (SC) community nahi hai?
Answer: Haryana
235. Kon sa rajya Tobacco ka sabse bada niryatak hai?
Andhra Pradesh
236. Nagarjuna Sagar Dam jo ki Andhra Pradesh me sthit hai kis nadi par bana hai?
Answer: Krishna
237. Kon sa desh “Rainbow Nation” ke naam se jana jata hai?
Answer: South Africa
238. Periodic Table ki khoj kisne kit thi?
Answer: Dmitri Mendeleev
239. Sabse pahle Mount Everest ko kisne calculate kiya tha?
Answer: Radhanath Sikdar
240. Kis African Country ko pahle “Abyssinia” ke naam se jana jata tha?
Answer: Ethiopia
241. Australia ka kon sa rajya pahle “Van Diemen’s Land” ke naam se jana jata tha?
Answer: Tasmania
242. Bharat me janme kis vaigyanik ne Optical Fibre ki khoj kit hi?
Answer: Narinder Singh Kapany
243. Bharat ka sabse pahla Institute of Management (IIM) 1961 me kahan par sthapit kiya gaya tha?
Answer: Kolkata
244. Baglihar Dam jo ki Jammu aur Kashmir me sthit hai kis nadi par bana hua hai?
Answer: Chenab
245. Kis Freedom Fighter ko “Mahamana” k e naam se jana jata hai?
Answer: Madan Mohan Malaviya
246. Sunhari Muga Silk ka sabse jyada bhandar kis bharatiya rajya me milta hai?
Answer: Assam
247. Kis ki kami se Marasmus aur Kwashiorkor naam ka rog hota hai?
Answer: Protein
248. Ace, Double Fault aur Smash shabd kis khel se sambhandhit hai?
Answer: Tennis
249. Word’s BreadBasket ke naam se kise jana jata hai?
Answer: Prairies of North America
250. Kon sa Asian sahar pahle Batavia ke naam se jana jata tha?
Answer: Jakarta (Indonesia)
251. Indian Premier League (IPL) me Match Fixing ki jaanch ke liye kon si committee gathit ki gayi hai?
Answer: Mukul Mudgal Committee
252. Kuril Island dispute jo ki Northern Territories dispute ke naam se bhi jaana jata hai kis kis desh ke beech hai?
Answer: Japan aur Russia
253. Stuart Hall jinka haal hi me nidhan hua hai unhe kis ka janak mana jata hai?
Answer: Cultural Studies
254. Book “The Hindus : An Alternative History” jo ki controversy ka kaaran bani hui hai kis lekhak dwara likhi gayi hai?
Answer: Wendy Diniger
255. Halayeb Tribhooj naam ka shetra jis par adhikar ko lekar ekmat nahi hai kis kis desh ke border ke madhya sthit hai?
Answer: Egypt aur Sudan
256. Shirley Temple jinki haal hi me mrityu hui hai  vo kis shetra me parsidh the?
Answer: Child Artist
257. Indian Sports Awards me Best Woman Footballer of the year award kise mila hai?
Answer: Oinam Bembem Devi
258. Kis varsh Railway Finance ko Samanya Finance se alag kiya gaya?
Answer: 1924
259. HYLITES jo ki surkhiyon me bana hua tha, kya hai?
Answer: GPRS sambhdit Raiway Enquiry System
260. Bharat ki kon si Telecom company pahli aisi company bani jisne 200 million subscribers ki sankhya ko paar kiya?
Answer: Airtel
261. NPA ki full form kya hai?
Answer: Non Performing Assets
262. Pahla desh jisne tooth brush ka prayog shuru kiya?
Answer: China
263. Modern Turkey ka janak kise mana jata hai?
Answer: Kamal Ataturk
264. USB ki full form kya hai?
Answer: Universal Serial Bus
265. Computer ki IC Chip kis dhatu ki bani hati hai?
Answer: Silicon
266. Mohs Scale ka prayog kya maapne ke liye kiya jata hai?
Answer: Kathorta (Hardness)
267. Pahla Bhartiya TV Serial Kon sat ha?
Answer: Hum Log
268. GATE ki full form kya hai?
Answer: Graduate Aptitude Test in Engineering’
269. Manushya me kitni maspeshiyan hoti hai?
Answer: 639 Maspeshiyan
270. Manushya ke shareer ka sabse vyasat ang kon sa hai?


Answer: Heart

0 comments:

Post a Comment