91. Dada Saheb Phalke puraskar kab shuru kiya gaya tha?
92. Duniya ki sabse chhoti mahila kon hai
93. WHO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai
94. Aine Akbari ke lekhak kon hai
95. Hopmen Cup kis khel se sambadhit hai
96. Deshbandhu ke naam se kon jane jate hai
97. Keeton par study ko kya kaha jata hai
98. Kutub Minar ka nirman kisne karvaya tha
99. Bengal ke vibhajan ke samay congress ke adhyaksh kon the
100. Sall ka sabse chhota din kon sa hota hai
101. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi
102. Bhart me sabse pahle kon sa samachar patra prakashit hua tha
103. Bharat me radio prasaran ki shuruwat kab hui
104. Bharat ke char MahaNagro me Internet ki shuruwat kab hui
105. America me Das Partha ko awaidh goshit kab kiya gaya
106. Aam Aadmi Party ka chunav chin kya hai
107. Type writer ka avishkar kisne aur kab kiya tha
108. Sachin Tendulkar ne aakhiri match kahan khela
109. Sachin Tendulkar ne apna aakhiri match kiske khilaaf khela
110. Bharat ka 29 va rajya kon sa bana hai
111. UNO ki full form kya hai
112. Bukamp ka trivta maapne ke liya kis paimane ka prayog kiya jata hai
113. Kis bhartiya rajya ki tat (तट) rekha sabse lambi hai
114. Tehri Bandh kis nadi par bana hai
115. Bhartiya Savidhan me rajya niti ke nirdeshak sidhant kis rashtra ka savidhan se liye gaye hai
116. Bharat ka Flying Sikh kise kaha jata hai
117. Vaayumandal ki sabse nichali parat kon si hai
118. Bengal ka sabse pahla Governor General kon tha
119. Nalanda Vishva vidyalaya kis rajya me sthit hai
120. Bharat ka pahla Nagar Nigam kahan sthapit hua tha
121. Nakhoon me upsthit protein ka kya naam hai
122. Gas Cylinder me Gas ki leakage ka pta lagane ke liye kon se gandh yukt padarth ko milaya jata hai
123. Manushya shareer ka kon sa bhaag euriya banata hai
124. Kaam karne ke baad Peshiyon me thakawat kyo mahsoos hoti hai
125. Maru Mahotsav kahan manaya jata hai
126. Pakistan ka rashtriya khel kon sa hai
127. Pustak “One Night at Call Center” ke lekhak kon hai
128. PT Usha ka pura naam kya hai
129. Behrin ki Mudra (Currency) ka kya naam hai
130. Anna Hazare ka patrik gaanv Ralegan Siddhi kis rajya me sthit hai
131. Computer ko control karne wale program ka kya naam hai
132. Rashtriya chin ke niche likha gaya shabd “Satyamev Jayte” kahan se liya gaya hai
133. Harit Kranti ki shuruwat kis varsh hui thi
134. Sabse kathor (Hard) padarth kon sa hai
135. Swaj Nahar kin do sagro ko jodti hai
136. Asia ko Europe se kon sa parvat alag karta hai
137. Asia shabd ki utpati kis bhasha ke shabd se hui hai
138. Bharatiya sudhar samiti ki sthapna kisne kit hi
139. Kis Rajya ki vidhan sabha ka karyakaal 6 varsh ka hai
140. Bahart me kitne Rajya aur Kendra Shashit Pradesh hai
141. Abdul kalam Azad ko kis varsh Bharat Ratna Award se sammanit kiya gaya
142. Oscar Puraskar kis shetra se sambandhit hai
143. Duniya ka sabse purana shahar kise mana jata hai
144. Sahad me paya jane wala meetha padarth ka kya naam hai
145. Taslima Nasrin ka sambandh kis desh se hai
146. Manushya ki aankh ki shamta kitni hoti hai
147. Kis desh ne Mahilayon ko pahle Vote karne ka adhikar diya hai
148. Olympic me prayog hone wale paanch ring ka rang kya hai
149. Modem ki full form kya hai
150. Kon sa Asian Desh “Land of Golden Pagoda” ke naam se jana jata hai
151. Awarn Kamal Puraskar kis shetra se sambandhit hai
152. Ozon Parat kis Gas se bani hoti hai
153. Bharat ka Spice State kis rajya ko kaha jata hai
154. Bharat ka 80% koyla kaha se aata hai
155. Kon se desh me ek bhi cinema ghar nahi hai
156. Rawan ke pita ka kya naam tha
157. Vishv me kitni bhasha boli jati hai
158. UNESCO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai
159. Bharat me sabse pahli film kon si thi
160. Ravinder nath Tagore ko Nobel Puraskar kab diya gaya tha
161. Film me Acting karte samay kritrim aansoo ke liye kya upyog kiya jata hai
162. Sone ki khudai se charcha me aaye gaanv ka kya naam hai
163. Narendra Modi kis rajya ke lagatar Mukhya Mantri bane rahe
164. Kon si pahli bhartiya company thi jise Facebook ne kharida
165. Manmohan Sing Lagatar kitne varsh tak Pradhan Mantri rahe
166. Prasidh Book “The Three Mistakes of My Life” par bani film ka kya naam hai
167. Kis Bhartiya company ke MD ne haal hi me chat se kood kar aatmhatya ki thi
168. SAIL ki full form kya hai
169. Delhi me Arvind Kejriwal ki sarkar kul kitne din chali
170. Mamta Banerjee ka sambandh kis political party se hai
171. Gadar Party ki sthapna kis ke dwara ki gayi thi
172. Ghar me prayog kiye jane wale diye ki batti me tel kis prakar chadta hai
173. Kis nadi ke pani ka prawah duniya ki anay nadiyon se jyada hai
174. Biogas kis kis ka mishran hai
175. China ka sabse prachin (Purana) Rajvansh kon sa hai
176. Hindu Swaraj Book ke lekhak kon hai
177. Ashok Chakra me kitni teeliyan hoti hai
178. Uranium ka pramukh utpadak kon sa hai
179. Rajiv Gandhi ke pita ka kya naam tha
180. Saal ka sabse bada din kon sa hota hai?
0 comments:
Post a Comment