1. Pahli Rajasthani film kon si thi ?
Answer: Najrani
2. CBSE ka Mukhyalaya kahan par hai ?
Answer: New Delhi
3. Rajya Sabha ke sadhsyon ka karyakaal kitna hota hai ?
Answer: chhah (Six) saal
4. Anandmath ke rachayita kon hai ?
Answer: Bakim Chandra
5. Bharat ki sabse purani Oil refinery kahan par hai ?
Answer: Assam
6. Mistr me neel nadi par kon sa baandh hai ?
Answer: Aaswaan baandh
7. National Indian Military College kahan par stith hai ?
Answer: Dehradun
8. Babarnama kis bhasha me likha gya hai ?
Answer: Turkey
9. Hamir Mahakavya ke rachyita kon hai ?
Answer: Nayanchandra Suri
10. Rashtriya Anusuchit Jaati Aayog ke Adhyaksh kon hai ?
Answer: P. L. Puniya
11. Pakistan ka Rashtriya Khel kon sa hai ?
Answer: Hockey
12. Bharat ka pahla Nobel Puraskaar kise mila ?
Answer: Ravindernath Tagore
13. Bharat me pahli Metro train kab shuru hui ?
Answer: 1984 me
14. Duniya ka sabse bada jawalamukhi kahan hai ?
Answer: America ke Unoston prant ke National park me
15. Bharat me pahli baar radio karyakaram kab aur kiske dwara parstut kiya gaya ?
Answer: 1923 me Bombay ke Radio Club dwara
16. Bharatiya Savidhan me kul kitne Anuched hai ?
Answer: 395 Anuchhed
17. Shekhawati ka Gandhi kise kaha jata hai ?
Answer: Badrinarayan Sodani ko
18. Liltaas pustak ke rachayita kon hai ?
Answer: Kanheya Lal Sethiya
19. Rajya Sabha ka Sabhapati kon hota hai ?
Answer: UpRashtrapati
20. Duniya ka sabse bada rail junction kahan par hai ?
Answer: Shikago
21. Bharat ka Sabse bada Koyla Shetr kon sa hai ?
Answer: Jhariya
22. Bharat me Magrov vanaspati vistrit roop me kahan payi jati hai ?
Answer: Sundarvan
23. Neel Nadi kon si jheel se nikalti hai ?
Answer: Victoriya
24. Vishv me joot utpadan me agrani desh kon sa hai ?
Answer: Bangladesh
25. Bharat ka pahla jaiv mandal arkshit shetr kon sa hai ?
Answer: Neelgiri
26. Pahla Yash Chopra memorial puraskar kise diya gaya ?
Answer: Lata Mangeshkar
27. Pustak “My Brief History” kiske dwara Likhi gayi hai ?
Answer: Stiphen Hakins
28. Navneet Kaur Aur Rani Rajpal ka sambandh kis khel se hai ?
Answer: Hockey se
29. Insulin ki khoj kisne ki thi ?
Answer: F. T. Benting
30. Netradaan me aankh ka kon sa bhaag paryukt kiya jata hai ?
Answer: Cornia
31. Delhi ki parsidh Jama Masjid ka nirmaan kisne karvaya tha ?
Answer: Shahjahan ne
32. Ek Rupay ke note par kiske hastakshar hote hai ?
Answer: Vit Sachiv, Bharat sarkar
33. Bharat me yojna aayog ka gathan kab hua ?
Answer: March 1950
34. Jaliawala Baagh kahan par stith hai ?
Answer: Amritsar, Punjab
35. Maanavadhikar diwas kab manaya jata hai ?
Answer: 10 December
36. Protin kis se banti hai ?
Answer: Amino Amal se
37. Bengal ka vibhajan kab hua ?
Answer: 15 November 1950 ko
38. Bharat me sarv-partham Patra mudra ka chalan kab hua ?
Answer: 1806 me
39. Antarashtriya Nyayalya kahan stith hai ?
Answer: Heg me
40. Computer me memory ki sabse chhoti ikaai kya hai ?
Answer: Byte
41. Prakartik Rabar kiska bahulak hai ?
Answer: Isoprin ka
42. Maanav Nirmit prathan kritrim resha kya tha ?
Answer: Nylon
43. Prithvi ki Aayu ka aanklan kis vidhi se kiya jata hai ?
Answer: Uranium Denting vidhi se
44. Desh me kaling puraskar kab shuru hua ?
Answer: 1952 me
45. Kashmir ka Akbar kise kaha jata hai ?
Answer: Jainul Aabdin
46. Gramy Puraskar ka sambandh kis Shetr se hai ?
Answer: Sangeet Shetr se
47. Lamp me prakash utpan karne ke liye kon si gas prayog ki jati hai ?
Answer: Acitlin
48. Aayu nirdaharn me Carbon ke kis samsthanik ka upyog kiya jata hai ?
Answer: C 14
49. Surya ke atyadhik taap ka kaaran kya hai ?
Answer: Hydrogen ka nabhikiya salyan
50. Shahnama kiske dwara likha gya tha ?
Answer: Firdawsi
51. Gautam Budhha ki patni ka kya naam tha ?
Answer: Yashodhra
52. Duniya ka sabse jahrila janwar kon sa hai ?
Answer: Arrow Frog
53. Kache Fal (Fruits) ko pakaane me kon si gas upyog me laayi jati hai ?
Answer: Ethilin
54. Surya aur prithvi ke beech chandrma kab aata hai ?
Answer: Surya grahan ke samay
55. Machhliyon ke yakrit tel me kis ki parchur matra hoti hai ?
Answer: Vitamin – A
56. Vigyapan me prayukt rangeen visarjan naliyon me kon si gas paryog me laayi jati hai ?
Answer: Ne
57. Manushya ke Jigar aur Maspeshiyon me sanchit Glaiclon kya hai ?
Answer: Bahu-sharkra
58. Cement ka jamkar kathor hone ka kya kaaran hai ?
Answer: Jal Yojan Aur Jal Apghatan
59. Kaanch kya hai ?
Answer: Kaanch Akrishtliya thos ke roop me ek atishitit darv (liquid) hai
60. Shushk barf kya hoti hai ?
Answer: Thos (solid) Carbon Di-Oxide
61. Kis desh me mahilayon ki jeevan partyasha sabse jyada hai ?
Answer: Japan
62. Bharatiya Rashtriya calender ka sabse pahla mahina kon sa hai ?
Answer: Chaitra
63. Bharat ka sabse purana vishv vidhyalya kon sa hai ?
Answer: Kolkata
64. Homyopathic ka sansthapak kon tha ?
Answer: Honeyman
65. Himoglobin ke atom se Oxygen ke kitne atom bandh sakte hai ?
Answer: Chaar (4)
66. Simmogram dwara kiska adhyan kiya jata hai ?
Answer: Bhukamp
67. Saddam Hussain dwara likha gya prem katha aadharit upnyaas kon sa hai ?
Answer: Jabiba and the king
68. Lenin ka Shav (dead body) 86 saal se kahan surkshit hai ?
Answer: Masco ke museum me
69. Rajasthan ka khajuraho kise kaha jata hai ?
Answer: Kiradoo ka mandir
70. Rashtrapati apna tyagpatra kise deta hai ?
Answer: UpRashtrapati ko
71. Kis lekhak ne Mahatma Gandhi par vivada-sapad kitab likhi hai ?
Answer: Joseph Lelivend
72. Bharat me kitne parmanu bihjlighar hai ?
Answer: Bees (20)
73. IAEA ke anusar kisi vaykti ke saal me kitne radiation ke sampark me aane par Cancer ka khatra hota hai ?
Answer: Saalbhar me 100 Milicevert
74. Bharatiya Rail ka vishv me kon sa sthan hai ?
Answer: 4th
75. Peetal me kon si dhaatu ka mishran hota hai ?
Answer: Zasta Aur Tamba
76. Kansa me kon si dhaatu ka mishran hota hai ?
Answer: Tin Aur Tamba
77. Pani par duniya ka sabse lamba pul kahan par bana hai ?
Answer: China me 42,50 Km lamba
78. UID of kya naam diya gya hai ?
Answer: Aadhar
79. Uttar bharat me partham sarp udhaan kahan par stith hai ?
Answer: Kota me
80. TRP ka pura naam kya hai ?
Answer: Tele Raiting Prize
81. Duniya ki sabse chhoti yog trainer kon hai ?
Answer: Chhah (6) saal ki Shruti Pandey (Ahemdabad)
82. Desh ka pahla green station kahan par hai ?
Answer: Jammu kashmir me Manwal station
83. Mile Sur Mera Tumhara geet kisne likha tha ?
Answer: Suresh Mathur
84. Paanch baar world champian mukkebaaz kon hai ?
Answer: M. C. Marricom
85. Surya Dharti se kitne guna bada hai ?
Answer: 109 guna
86. Facebook ka Nirmaan kisne kiya hai ?
Answer: Mark Zuckerberg
87. Raagdarbari kiski rachna hai ?
Answer: Shrilal shukal
88. Agra shahar ki sthapna kisne ki thi ?
Answer: Sikandar Lodhi ne
89. Nuclear reacter time bomb ke lekhak kon hai ?
Answer: Takashi Heroz
90. Black hole ke sidhant ko kisne partipaadit kiya tha?
Answer: S. Chandrashekhar
0 comments:
Post a Comment